Central Bank of India aeps ku nihe hota | State Bank of India aeps not working | Airtel Payment Bank Aeps Not Working | Digital Ashok Store

Central Bank of India APS not working CBI Bank Aeps  not working SBI Bank AEPS not working Bank of Baroda Bank of India

2022 mein agar aap ek Grahak Seva Kendra Khol kar rakha hai aap customer ka balance withdrawal  balance enquiry karta hai to Aapka 2022 mein bahut problem ho sakta hai jaise ki aapko Pata Hai Bank ka bhi chhutti hai August Mahina mein bahut Agar Ham Baat Karen Central Bank ka Yahan per do system ka balance nikaasi nahin Hota Hai Kyon Nahin hota hai vah bhi Ham baat karenge is artical Mein To aap Chahenge sabse pahle Central Bank off India ka balance nikaasi Kyon Nahin Hota kya karna padega tab hoga


Central Bank of India ka balance withdrawal Nahin hone ka Karan hai agar aap customer ka account nikaasi karne ke liye ja rahi hai balance Kuchh TRAI karne ke liye ja rahi hai to customer ka balance aur dal Nahin ho raha hai lekin balance enquiry hota hai yahan per do reason hota hai customer ke liye agar aap ek jandhan account khol ke Rakha Hai jandhan Yojana ka account hai aapke pass yani zero balance ka khata hai tab aapka account ka balance aap nikaasi kar sakti har csp Mein jakar nikaasi hoga



Do reason Hai Agar aapke pass Branch ka khata hai agar aap Central Bank ka branch Jo men branch hota hai use Jagah ka account Khul Ke rakha hai to Aapka account ka balance CSP mein nikaasi nahin kar payega matlab jo Manraj ka account saving passbook Hai Uska nikaasi Nahin Hoga Kyunki vah account maintenance ke liye RBI Rakh Diya Hai Kyunki customer kya karta hai zero balance kar leta hai aur company ko thoda bhi account mein Paisa Nahin Rakhta hai aur RBI ko Najar Mein Ek maximum customer ka jo men Branch ka account khol ke Rakha Hai maximam ₹1000 maintain karna padega customer ko tab customer ka account activate Rahega lekin vah uske liye aap Aadhar Koi CSC Mein jakar nikaasi Karega to Aapka nikaasi Nahin hoga Kyunki Uske bare mein bhi Ham janenge Kyon Nahin hoga


2022 mein jo men Branch ka Khata Hai Uska account se Paisa Nahin ujral Hoga aur Jiska account Jan Dhan Yojana ka khata hai yani zero balance ka account hai use account ka balance withdrawal  nikaasi kar sakti hai Kyunki vah hai zero balance ka Aar Jo upar wala bolo to main branch ka Khata Khol kar rakha hai vah maintenance karna padega ₹1000 Kyunki Mera Khud account Nahin hota hai Kyunki mera jo account hai vah zero balance ka nahin hai aur customer ko pata nahin hota hai bad Mein fail ho jata hai aur jo customer CSP khol ke Rakha Hai Uska problem Hota Hai



Abhi ham log baat karenge SBI Bank ka bhi Kyon aisa hai jo aap Paisa Nahin nikal Pa rahi hai uske liye bhi Kyon Aisa problem Kiya Hai Chaliye janenge agar aap ek Airtel payment Bank ka retailer Hai Spice Mani ka ek retailer Hai pay near bye ka ek retailer hai aap Jab balance nikaasi karne ke liye ja rahi hai customer ka field ho rahi hai lekin customer ka balance enquiry Karta Hai To hota hai lekin balance withdrawal  ke liye ja rahi hai to customer ka account se Paisa automatic field ho jata hai aur customer ke account ko Paisa cut Jata Hai Lekin customer kya Karega Bank Mein jakar complaint Karega complaint karne ke bad kya hoga

Aapka Paisa card jaane ka Karan do samasya Hai Aadha customer ka account ka balance Achanak se server down ho jata hai Bank ka to Paisa field ho jata hai lekin customer ka account mein debit ho jata hai aur Bade Karan hai jo CSP Khol kar rakha hai uska कभी-कभी kya hota hai internet ka problem hota hai aur isiliye uska account mein balance nahin aata hai aur field ho jata hai lekin customer ka account se cut jata hai paach SE 7 Din Mein account mein fir se auto credit ho jata hai to vah Sara retailer Ka Yahi samasya Hai To Main Bata Diya hun agar aap log SBI Central Bank off India bank off India bank off badauda bank off Bank ka CSP agar aap log liya hai to aap Agar aePS kar rahi hai to aapko tension lene ka jarurat Nahin Hai Lekin aapko tension karne ka jarurat hai kab Bank ka server down hai uske liye aap ham log Hamara Telegram per joining ho jana YouTube channel per subscribe kar lena theek hai Hamare YouTube channel digital Ashok Store 


Koi bhi customer ka balance Dega se karne per Agar aapko Is Tarah problem a rahi hai to aap use Bank ka Paisa nikalne ka Chhod Do Kyunki RBI ka Kahana hai agar koi vyakti ka Is Tarah problem hota hai aur complain Karega to Aapka account permanent decibel Kar Dega aapka PAN card Aadhar card bhi decibel Kar Dega Kyunki aap koi bhi customer ka paisa aap extra jaise ki market mein chal rahi hai Commission lene ka body Mein Koi customer ka 500 ₹10 nikalta Hai Koi customer ka 500 ₹20 nikalta Hai Koi customer ka 1000 ₹10 chalta hai koi customer ka 2020 nikalta hai aisa Agar nikalta hai aur Agar RBI Ko Pata Chal Jata Hai To Usi account ka parmanent decibel kar dega aur 2022 mein agar aap log soch rahe hain bhai Ham Airtel Bank Chor ke Paytm Lenge Paytm Karke pay Lenge to aapko aur Nahin Milega aapka account hold ho jaega live time ke liye aur aap jab tak use customer se signature Nahin lega aur fir se submit Nahin Karega RBI ko to aapke account live time ke liye Band Ho Jaega To aap 17 Gaye koi bhi customer ka balance nahin karne per extra charge bank account se nahin katao Kyunki Agar aapko lena hai to aap customer se direct poochh sakti hai to bhai mere ko ₹10 Commission ke liye de do chai Peene ke liye de do theek hai ab Is Tarah bol sakti hai thank u




2022 Mein कब-कब bank account band rahata hai uska bare mein ham log janenge sabse Shuru Mein ham log baat karenge 7 August Mein Band Rahega Uske bad 9 August Mein Bank band rahega 11 August band rahega 13 August Mein Band Rahega 14 August Mein Band Rahega 15 August Mein Band rahega 18 August Mein Band Rahega 21 August Mein Band rahega 27 August band rahega Agar 28 August Mein Band Rahega Agar is Din mein agar aap log balance Vitran koi bhi customer ka karta hai to Aapka account ka balance Agar problem ho jata hai theek hai to isliye aapko Dhyan se kam karna hai agar aap log kam karna chahta hai to kar sakti ho thank u

Post a Comment

0 Comments